Guest post by Sophia Ali
Bahar e majma e awaam khilti hai
Kheench lo is lamhay ko, waqt kay gariban se
Yeh ghari chooti, to phir wapis, laut ke nahin milti hai
Har firaun kay din girvein hain
Yeh baat tali kab tak? Bol kay ab nahin talti hai.
Naz
25 Nov 2007
Comments
One response to “Goonj Uthti Hai Des Kay Har Dareechay se”
Khanzeer-ud-dehar fauj hay aru hum hein dosto
In paleedon ki mauj hay arur hum hein dosto
Zindan mein rooh-e-Iqbal Boot tulay Ferman-e-Quaid
IK Asmat-e-Mader frosh ka aouj hay aur hum hein dosto